Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Haiz Me Biwi Ke Pas Na Jane Ka Huqm

 Haiz Me Biwi Ke Pas Na Jane Ka Huqm

Aur log aap say haiz kay bare mein Puchte hain . aap keh dijiye ke woh gandagi hai lehaza haiz ki halat mein aurto say alag raho , aur jab tak woh pak naa hojaye un se qurbat ( yani jamaa ) naa Karo . haan jab woh pak hojayen to unn ke paas ussi tarike say jao jiss tarah ALLAH ne tumhe huqm diya hai . Beshak ALLAH un logo se mohabbat karta hai jo uss ki taraf kasrat say rujoo kare aur unn say mohabbat karta hai jo khoob pak saaf rahe . 


And they ask you about menstruation. Say, "It is impure, so keep away from wives during menstruation. And do not approach them until they are pure. And when they have purified themselves, then come to them from where Allah has ordained for you. Indeed, Allah loves those who are constantly repentant and loves those who purify themselves."

SURAH BAQARA 222

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare