Koi Shaks Maut Ki Tamanna Na Kare balke Ye Padhe
- Get link
- X
- Other Apps
Koi Shaks Maut Ki Tamanna Na Kare balke Ye Padhe
Hazrat Ans Razi Allah Anho se riwayat hai, RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' tum mein se koi shakhs duniya mein pesh aane wali kisi musibat aur takleef ki bina par mout ki tamanna aur dua nah kare balke yun kahe : Allahumma ahyiniy ma kanatal-hayatu khairan liy wa tawaffaniy idha kanatal-wafatu khairan liy.' ae Allah ! jab tak mere liye zindagi behtar hai, mujhe zinda rakh aur jab mere liye mout behtar ho to mujhe mout dede۔‘‘
It was narrated form Anas that the Messenger of ALLAH said: None of you should wish for death because of some harm that befalls him, rather he should say: '[Allahumma ahyiniy ma kanatal-hayatu khairan liy wa tawaffaniy idha kanatal-wafatu khairan liy] (O Allah, keep me alive so alive so long as life is good for me, and cause me to die when death is good for me.) '
Sunan Nasai 1821 , Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment