Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Musalman Bhai ki Madad Karo Khwa Woh Zalim Ho Ya Mazlum

 Musalman Bhai ki Madad Karo Khwa Woh Zalim Ho Ya Mazlum

RASULULLAH ﷺ ne farmaya, Apne bhai ki madad karo khuwa woh zalim ho ya mazloom. sahaba ne arz kya, ya RASULULLAH ! hum mazloom ki to madad kar satke hain. lekin zalim ki madad kis tarha kare? aap ﷺ ne farmaya ke zulm se us ka haath pakadh lo ( yahi us ki madad hai ).

ALLAH'S Apostle said, Help your brother, whether he is an oppressor or he is an oppressed one. People asked, O ALLAH'S Apostle! It is all right to help him if he is oppressed, but how should we help him if he is an oppressor? The Prophet said, By preventing him from oppressing others. 

Sahih Bukhari 2444 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab