Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Eid Ul Fitr Ki Sunnat

 Eid Ul Fitr Ke Din Khajur Khana

RASULULLAH ﷺ eid ul fitr ke din naa nikalte jab tak ke aap ﷺ chand khajooren naa kha lete, raavi aage farmate hain: nabi kareem ﷺ taaq (1, 3, 5..) khajooren khate thay.

ALLAH'S Apostle ﷺ never proceeded (for the prayer) on the Day of `Id-ul-Fitr unless he had eaten some dates. Narrator further said: The Prophet ﷺ used to eat odd number (1, 3, 5..) of dates. 

Sahih Bukhari: jild-2, Kitab Al-Eid'ain 13, hadith no. 953

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare