Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat

RASULULLAH ﷺ ne har musalman ko yeh targibh di hain ke use har kaam Bismillah se shuru karne ke liye kaha hain kyuki iski bahut fazilat hain or hume har kaam Bismillah se hi shuru karna chahiye aaiye hum jante hain iske baaree me RASULULLAH ﷺ ki hadis kya kehti hain

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat Hadis In Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ حَنْبَلٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا يَحْيَى، ‏‏‏‏‏‏عَنْ ابْنِ جُرَيْجٍ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنِي عَطَاءٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ جَابِرٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ أَغْلِقْ بَابَكَ وَاذْكُرِ اسْمَ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏فَإِنَّ الشَّيْطَانَ لَا يَفْتَحُ بَابًا مُغْلَقًا، ‏‏‏‏‏‏وَأَطْفِ مِصْبَاحَكَ وَاذْكُرِ اسْمَ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَخَمِّرْ إِنَاءَكَ وَلَوْ بِعُودٍ تَعْرُضُهُ عَلَيْهِ وَاذْكُرِ اسْمَ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَأَوْكِ سِقَاءَكَ وَاذْكُرِ اسْمَ اللَّهِ .

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat Hadis In Urdu

حضرت جابر رضی اللہ عنہ بیان کرتے ہیں کہ نبی ﷺ نے فرمایا :’’ اپنا دروازہ بند کر اور اللہ کا نام لے ، بلاشبہ شیطان بند دروازہ نہیں کھول سکتا ۔ اپنا چراغ بجھا اور اللہ کا نام لے ۔ اپنا برتن ڈھانپ کر رکھ خواہ اس میں کوئی لکڑی آڑے طور پر رکھ دے اور اللہ کا نام لے ۔ اور اپنے مشکیزے کا تسمہ باندھ کر رکھ اور اللہ کا نام لے ۔‘‘

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat Hadis In Hindi

हज़रत जाबिर (रज़ि०) बयान करते हैं कि नबी ﷺ ने फ़रमाया:  अपना दरवाज़ा बन्द कर और अल्लाह का नाम ले, बेशक शैतान बन्द दरवाज़ा नहीं खोल सकता। अपना चराग़ बुझा और अल्लाह का नाम ले। अपना बर्तन ढाँपकर रख चाहे  उसमें कोई लकड़ी बतौर आड़े रख दे और अल्लाह का नाम ले। और अपने मटके का तस्मा बाँधकर रख और अल्लाह का नाम ले।

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat Hadis In Roman

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya : ALLAH ka naam le kar apne darwazay band karo kyoke shetan band darwazon ko nahi kholta, ALLAH ka naam le kar apne chairag bujhaao, ALLAH ka naam le kar apne bartano ko dhanpo khuwa kisi lakdhi hi se ho jisay tum is par chodhai mein rakh do, aur ALLAH ka naam le kar mashkize ka mun bandho.

Har Kam Ki Shuruaat ALLAH Ka Naam Se Karne Ki Fazilat Hadis In English

The Prophet ﷺ as saying: Shut your door and make mention of ALLAH'S name, for the devil does not open a door which has been shut; extinguish your lamp and make mention of ALLAH'S name, cover up your vessel even by a piece of wood that you just put on it and make mention of ALLAH'S name, and tie up your water-skin mentioning ALLAH'S name. 


Abu Dawood 3731, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare