Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat

 Ilm E Deen Felane Ki Fazilat

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat Hadis In Arabi

حَدَّثَنَا سَعِيدُ بْنُ مَنْصُورٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ أَبِي حَازِمٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِيهِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ سَهْلٍ يَعْنِي ابْنَ سَعْدٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ: وَاللَّهِ لَأَنْ يَهْدِيَ اللَّهُ بِهُدَاكَ رَجُلًا وَاحِدًا خَيْرٌ لَكَ مِنْ حُمْرِ النَّعَمِ .

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat Hadis In Urdu

 نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  قسم اللہ کی، اگر تیری رہنمائی سے اللہ تعالیٰ ایک آدمی کو بھی ہدایت دیدے تو یہ تیرے لیے سرخ اونٹ سے  ( جو بہت قیمتی اور عزیز ہوتے ہیں )  بہتر ہے ۔ 

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat Hadis In Hindi

नबी अकरम ﷺ ने फ़रमाया : क़सम अल्लाह की , अगर तेरी रहनुमाई से अल्लाह तआला एक आदमी को भी हिदायत देदे तो यह तेरे लिए सुर्ख ऊँट से (जो बहुत क़ीमती और अज़ीज़ होते हैं ) बेहतर हैं। 

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat Hadis In Roman

Nabi Akram ﷺ ne farmaya : Qasam ALLAH ki, agar teri rahnumai se ALLAH TA'ALA ek aadmi ko bhi hidayat dede to yeh tere liye surkh oont se ( jo bohat qeemti aur Aziz hotay hain ) behtar hai .

Ilm E Deen Felane Ki Fazilat Hadis In English

The prophet ﷺ as saying: I swear on ALLAH, it will be better for you that ALLAH should give guidance to one man through your agency than that you should acquire the red ones among the camels.

Abu Dawood 3661, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab