Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Quran Parne Ka Ajr

Quran Parne Ka Ajr

‏‏‏‏ حَدَّثَنَا مَحْمُودُ بْنُ غَيْلَانَ، حَدَّثَنَا أَبُو دَاوُدَ الطَّيَالِسِيُّ، حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، وَهِشَامٌ، عَنْ قَتَادَةَ، عَنْ زُرَارَةَ بْنِ أَوْفَى، عَنْ سَعْدِ بْنِ هِشَامٍ، عَنْ عَائِشَةَ، قَالَتْ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ الَّذِي يَقْرَأُ الْقُرْآنَ وَهُوَ مَاهِرٌ بِهِ مَعَ السَّفَرَةِ الْكِرَامِ الْبَرَرَةِ، ‏‏‏‏‏‏وَالَّذِي يَقْرَؤُهُ قَالَ هِشَامٌ:‏‏‏‏ وَهُوَ شَدِيدٌ عَلَيْهِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ شُعْبَةُ:‏‏‏‏ وَهُوَ عَلَيْهِ شَاقٌّ، ‏‏‏‏‏‏فَلَهُ أَجْرَانِ.

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص قرآن پڑھتا ہے اور قرآن پڑھنے میں مہارت رکھتا ہے وہ بزرگ پاکباز فرشتوں کے ساتھ ہو گا، اور جو شخص قرآن پڑھتا ہے اور بڑی مشکل سے پڑھ پاتا ہے، پڑھنا اسے بہت شاق گزرتا ہے تو اسے دہرا اجر ملے گا“

रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: जो शख़्स क़ुरआन पढ़ता है और क़ुरआन पढ़ने में महारत रखता है वो बुज़ुर्ग पाक-बाज़ फ़रिश्तों के साथ होगा, और जो शख़्स क़ुरआन पढ़ता है और बड़ी मुश्किल से पढ़ पाता है, पढ़ना उसे बहुत शाक़ (मुश्किल) गुज़रता है तो उसे 2 गुना अज्र मिलेगा।

RASULULLAH ﷺ ne farmaya: Jo shakhs quran parhta hai aur quran parhne mein maharat rakhta hai woh buzurg pakbaaz firshton ke sath hoga, aur jo shakhs quran parhta hai aur barri mushkil se parh paata hai, parhna usay bohat shaaq (mushkil) guzarta hai to usay 2 guna ajar milega.

The Messenger of ALLAH (ﷺ) said: The one who recites the Qur'an and he is proficient with it, then he is with the noble and blessed Angels, and the one who recites it and it is hard for him and it is difficult for him, then he gets two (double) rewards.

Wazahat: Quran padhne mein maharat rakhne wala ho yaani hafiz quran hone ke sath Quran tajweed aur achhi Awaaz se padhne wala ho aisa shakhs nekokaar buzurg farishton ke saath hoga aur jo mushaqqat ke sath atak atak kar padhta hai aur usse Quran padhne ka zauk wa shauk hai to usse is mushaqqat ki wajah se 2 guna ajar milega.

Jamiat Tirmidhi: jild-5, Kitab Fazail Al-Qur'an 45, hadith no. 2904, Grade sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare