Khana Kitna Khana Chahiye
- Get link
- X
- Other Apps
Khana Kitna Khana Chahiye
حَدَّثَنَا سُوَيْدُ بْنُ نَصْرٍ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، أَخْبَرَنَا إِسْمَاعِيل بْنُ عَيَّاشٍ، حَدَّثَنِي أَبُو سَلَمَةَ الْحِمْصِيُّ، وَحَبِيبُ بْنُ صَالِحٍ، عَنْ يَحْيَى بْنِ جَابِرٍ الطَّائِيِّ، عَنْ مِقْدَامِ بْنِ مَعْدِ يكَرِبَ، قَالَ: سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: مَا مَلَأَ آدَمِيٌّ وِعَاءً شَرًّا مِنْ بَطْنٍ بِحَسْبِ ابْنِ آدَمَ أُكُلَاتٌ يُقِمْنَ صُلْبَهُ، فَإِنْ كَانَ لَا مَحَالَةَ، فَثُلُثٌ لِطَعَامِهِ وَثُلُثٌ لِشَرَابِهِ وَثُلُثٌ لِنَفَسِهِ.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”کسی آدمی نے کوئی برتن اپنے پیٹ سے زیادہ برا نہیں بھرا، آدمی کے لیے چند لقمے ہی کافی ہیں جو اس کی پیٹھ کو سیدھا رکھیں اور اگر زیادہ ہی کھانا ضروری ہو تو پیٹ کا ایک تہائی حصہ اپنے کھانے کے لیے، ایک تہائی پانی پینے کے لیے اور ایک تہائی سانس لینے کے لیے باقی رکھے“۔
रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: किसी आदमी ने कोई बर्तन अपने पेट से ज़्यादा बुरा नहीं भरा, आदमी के लिए चंद लुक़्मे ही काफ़ी हैं जो उसकी पीठ को सीधा रखे और अगर ज़्यादा ही खाना ज़रूरी हो तो पेट का एक तिहाई हिस्सा अपने खाने के लिए, एक तिहाई पानी पीने के लिए और एक तिहाई सांस लेने के लिए बाक़ी रखे।
RASULULLAH ﷺ ne farmaya: kisi aadmi ne koi bartan apne pait se zeyada bura nahi bhara, aadmi ke liye chand luqme hi kaafi hain jo uski peeth ko seedha rakhe aur agar zeyada hi khana zaroori ho to pait ka ek tihai hissa apne khane ke liye, ek tihai pani pine ke liye aur ek tihai saans lene ke liye baki rakhe.
The Messenger of Allah ﷺ said: 'The human does not fill any container that is worse than his stomach. It is sufficient for the son of Adam to eat what will support his back. If this is not possible, then one third for food, one third for drink, and one third for his breath.
Wazahat: Is hadees mein zeyada khane ki momaniat hai aur kam khane ki targheeb hai, is mein koi shak nahi ke kam khuraak sehat ke liye mufeed hai. Jism ko halka phulka aur motadil rakhne ke liye ye zaruri hai, kyun ke zeyada khane se badan bhaari ho jata hai, jis se ibadat aur kaam karne mein susti aati hai, aur "tihai" se khane ki woh miqdaar morad hai jis se insaan mukammal pait bhar le uska teesra hissa.
Jamiat Tirmidhi: jild-4, Kitab uz zuhd 36, hadith no. 2380, Grade Hasan
Roze Se Mutallik Hadis
- Kya Safar Mein Roze Rakh Sakte Hain
- Kya Ulti Aane Se Roza Tut Jata Hain
- Roza Rakh Kar Ibadat Naa Karne Wale
- Sehri Khane Ki Fazilat
- Roza Jahannum Se Bachne Ki Dhaal Hain
- Jaldi Iftar Karne Ki Fazilat
- Ramzan Me Sawab Me Barotari Ki Jati Hain Dus Se Saatso Guna
- Hamila Ke Rozo Ko Qaza
- Roze Chorne ka Kaffara
- Agar Roze Mein Bhul Kar Kha Le To
- Roze Me Sabr Karne Ka Ajr
- Rozedar Ki Yeh Dua Kabhi Radd Nahi Hoti
- Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain
- Kisi Ke Yaha Iftar Par Jaye To kaun Si Dua Parhe
- Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment