Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kya Periods Mein Roze Ki Qaza Rakhni Hogi

Kya Haiza Aurat Ko Roze Ki Qaza Karni Hogi 

حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ مُحَمَّدٍ حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ نُمَيْرٍ عَنْ عُبَيْدَةَ عَنْ إِبْرَاهِيمَ عَنْ الْأَسْوَدِ عَنْ عَائِشَةَ قَالَتْ كُنَّا نَحِيضُ عِنْدَ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَيَأْمُرُنَا بِقَضَاءِ الصَّوْمِ

 ام المومنین حضرت عائشہ‬ رضی اللہ عنہا سے روایت ہے ، انہوں نے فرمایا : نبی ﷺ کے ہاں رہتے ہوئے ہمیں حیض آتا تھا تو آپ ﷺ ہمیں روزے کی قضا کا حکم دیتے تھے ۔ 

हज़रत आयशा (रज़ि०) से रिवायत है,  उन्होंने फ़रमाया: नबी ﷺ के यहाँ रहते हुए हमें हैज़ आता था तो आप ﷺ हमें रोज़े की क़ज़ा का हुक्म देते थे।

Hume Nabi Akram ﷺ ke paas haiz aata tha to aap hamein roze ki qaza ka huqm dete the.

It was narrated that ‘Aisha R.A said: “We used to menstruate at the time of the Prophet (ﷺ), and he would order us to make up for the (missed) fasts.’” 

Ibne Maja 1670, Sahih

Roze Se Mutallik Hadis

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare