Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Ilm Chupane Ka Azab

 Ilm Chupane Ka Azab

Jab kisi aalim e deen ya kisi ese insan jise islam ka ilm ho ya jis masle ke bare me pucha gaya ho us masle ka ilm ho or woh jaan kar ke use chuoaye to iski sakht waeed hain or iska sakht azab hain aaiye hum ise hadis ki roshni me jante hain ke RASULULLAH ﷺ ilm e deen chupane wale insan ke bare me kya kehte hain.

Ilm Chupane Ki Hadis In Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا مُوسَى بْنُ إِسْمَاعِيل، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا حَمَّادٌ، ‏‏‏‏‏‏أَخْبَرَنَا عَلِيُّ بْنُ الْحَكَمِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَطَاءٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ مَنْ سُئِلَ عَنْ عِلْمٍ فَكَتَمَهُ أَلْجَمَهُ اللَّهُ بِلِجَامٍ مِنْ نَارٍ يَوْمَ الْقِيَامَةِ .

Ilm Chupane Ki Hadis In Urdu

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں ‘ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس سے علم کی بات پوچھی گئی اور اس نے اسے چھپا لیا ( اور بتایا نہیں ) تو اللہ تعالیٰ قیامت کے روز اسے آگ کی لگام دے گا ۔‘‘

Ilm Chupane Ki Hadis In Hindi

हज़रत अबू-हुरैरा (रज़ि०) कहते हैं, रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया :  जिससे इल्म की बात पूछी गई और  उसने उसे छिपा लिया (और बताया नहीं) तो अल्लाह तआला क़ियामत के दिन उसे आग की लगाम देगा।

Ilm Chupane Ki Hadis In Roman

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jis se koi deen ka masla pucha gaya aur usne usay chupa liya to ALLAH TA'ALA qayamat ke din usay aag ki lagaam pahnayega .

Ilm Chupane Ki Hadis In English

The Prophet ‌ﷺ said: He who is asked something he knows and conceals it will have a bridle of fire put on him on the Day of Resurrection. 

Abu Dawood 3658, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare