Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kam Miqdar Me Nasha Karna Kesa Hain

 Kam Miqdar Me Nasha Karna

Agar koi insan nasha karta hain to woh haram hain chahe woh nasha zyada mikdar me ho yaa kam mikdar me agar koi afeem leta hain to woh zyada ho ya kam woh haram hai aiye hum is baat ko hadis ki roashni me jante hain RASULULLAH ﷺ is masle par kya kehte hain 

Kya Kam Mikdar Me Nasha kar Sakte Hain Hadis In Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل يَعْنِي ابْنَ جَعْفَرٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ دَاوُدَ بْنِ بَكْرِ بْنِ أَبِي الْفُرَاتِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ مُحَمَّدِ بْنِ الْمُنْكَدِرِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْجَابِرِ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ مَا أَسْكَرَ كَثِيرُهُ فَقَلِيلُهُ حَرَامٌ .

Kya Kam Mikdar Me Nasha kar Sakte Hain Hadis In Urdu

حضرت جابر بن عبداللہ رضی اللہ عنہما سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس چیز کی کثیر مقدار نشہ آور ہو اس کی قلیل مقدار بھی حرام ہے ۔‘‘

Kya Kam Mikdar Me Nasha kar Sakte Hain Hadis In Roman

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jis cheez ki ziyada miqdaar nasha aawar ho uskki thodhi miqdaar bhi haraam hai .

Kya Kam Mikdar Me Nasha kar Sakte Hain Hadis In Hindi

हज़रत जाबिर-बिन-अब्दुल्लाह (रज़ि०) से रिवायत है कि रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया :  जिस चीज़ की ज़्यादा मिक़दार नशा आवर हो उसकी थोड़ी मिक़दार भी हराम है।

Kya Kam Mikdar Me Nasha kar Sakte Hain Hadis In English

The Prophet ﷺ said: If a large amount of anything causes intoxication, a small amount of it is prohibited. 

Abu Dawood 3681, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare