Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua

 Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua In Arabic

عَنْ رَجُلٍ مِنْ أَصْحَابِ رَسُوْلِ اللّٰہِ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم   أَنَّہُ رَمَقَ النَّبِیَّ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم   وَھُوَ یُصَلِّیْ فَجَعَلَ یَقُوْلُ فِیْ صَلَاتِہِ: (اَللّٰہُمَّ اغْفِرْلِیْ ذَنْبِیْ وَوَسِّعْ لِیْ فِیْ دَارِیْ وَبَارِکْ لِیْ فِیْمَا رَزَقْتَنِیْ۔

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua In Urdu

ایک صحابی ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے روایت ہے کہ اس نے نبی کریم ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم کو دیکھا کہ جب آپ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نماز پڑھ رہے تھے تو نماز میں یہ دعا کر رہے تھے: اَللّٰہُمَّ اغْفِرْلِیْ ذَنْبِیْ وَوَسِّعْ لِیْ فِیْ دَارِیْ وَبَارِکْ لِیْ فِیْمَا رَزَقْتَنِیْ  (اے اللہ! میرے لیے میرے گناہ بخش دے، اور میرےلئے میرا گھر وسیع کر دے اورمیرے لئے اس رزق میں برکت ڈال جو تو نے مجھے عنایت کیا ہے۔

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua In Hindi

एक सहाबी र अ. से रिवायत हैं के उस ने नबी करीम ﷺ को देखा के जब आप ﷺ नमाज़ पढ़ रहे थे तो नमाज़ में यह दुआ कर रहे थे अल्लाहुम्मग्फिरली जंबीय , व वसी लिय फि दारीय, व बारीक़ लिय फिमा रज़कतनीय

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua In Roman English

Ek sahabi R.A se riwayat hain ke us ne nabi kareem  ko dekha ke jab aap ﷺ namaz padh rahe the to namaz me yeh dua kar rahe the Allahummaghfirlī zanbīy, wa wassi` līy fī dārīy, wa bārik liy fīma razaktaniy (Aye ALLAH mere gunah bakhsh de aur mere ghar mein kushadgi de aur mere rizq mein barkat de jo tune mujhe ataa kiya hai.)

Ghar Aur Rizq Mein Barkat Ki Dua In English

O ALLAH, forgive me my sin, and expand for me my abode, and bless for me that which You have provided me

Musnad Ahmed 2134, Sahih

اَللّٰہُمَّ اغْفِرْلِیْ ذَنْبِیْ وَوَسِّعْ لِیْ فِیْ دَارِیْ وَبَارِکْ لِیْ فِیْمَا رَزَقْتَنِیْ


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare