Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kya Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein De Sakte Hain

Kya Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein De Sakte Hain- RASULULLAH ne mana kar kasai ko qurbani ke janwar ka gosht dene se majduri me. Aaj Jab hum qurbani karte hain to kasai ko qurbani ka gosht dete hain or agar hum nahi dete to kasai khud mangte hain to RASULULLAH ne is se mana kara hain.

Kya Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein De Sakte Hain


Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein Dena Hadis In Arabic

حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ يَحْيَى، أَخْبَرَنَا أَبُو خَيْثَمَةَ، عَنْ عَبْدِ الْكَرِيمِ، عَنْ مُجَاهِدٍ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ أَبِي لَيْلَى، عَنْ عَلِيٍّ، قَالَ: «أَمَرَنِي رَسُولُ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَنْ أَقُومَ عَلَى بُدْنِهِ، وَأَنْ أَتَصَدَّقَ بِلَحْمِهَا وَجُلُودِهَا وَأَجِلَّتِهَا، وَأَنْ لَا أُعْطِيَ الْجَزَّارَ مِنْهَا»، قَالَ: «نَحْنُ نُعْطِيهِ مِنْ عِنْدِنَا»

Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein Dena Hadis In Urdu

ابوخیثمہ نے ہمیں عبدالکریم سے خبر دی ، انھوں نے مجاہد سے ، انھوں نے عبدالرحمن بن ابی لیلی سے اور انھوں نے حضرت علی رضی اللہ عنہ سے روایت کی ، انھوں نے کہا : رسول اللہ ﷺ نے مجھے حکم دیا کہ میں آپ کے قربانی کے اونٹوں کی نگرانی کروں اور یہ کہ ان کا گوشت ، کھالیں اور جھولیں صدقہ کروں ، نیز ان میں سے قصاب کو ( بطور اجرت کچھ بھی ) نہ دوں ۔ آپ ﷺ نے فرمایا :’’ ہم اس کو اپنے پاس سے ( اجرت ) دیں گے ۔‘‘

Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein Dena Hadis In Hindi

अबू-ख़ैस्मा ने हमें अब्दुल-करीम से ख़बर दी, उन्होंने मुजाहिद से, उन्होंने अब्दुर्रहमान-बिन-अबी लैला से और उन्होंने हज़रत अली (रज़ि०) से रिवायत की, उन्होंने कहा रसूलुल्लाह (सल्ल०) ने मुझे हुक्म दिया कि मैं आप के क़ुरबानी के ऊँटों की निगरानी करूँ और ये कि उनका गोश्त, खालें और झूलें सदक़ा करूँ। इसी के साथ उन  में से क़साई को उजरत के तौर पर कुछ भी)  न दूँ। आप (सल्ल०) ने फ़रमाया : हम इसको अपने पास से (उजरत) देंगे।

Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein Dena Hadis In Roman English

Ali R.A se riwayat ki unhone kaha RASULULLAH ﷺ  ne mujhe huqm diya ke mein aapke qurbani ke oonto ki nigrani  karu aur yeh ke un ka gosht, kha le aur jhulein ( Janwaro Ke Bandhane Ki Rassi , Kapdhe Wagerah) sadqa karo un mein se kasai ko bator majduri kuch bhi  nah do aap ﷺ ne farmaya : hum usko apne paas se ( majduri ) denge

Kasai Ko Qurbani Ka Gosht Majduri Mein Dena Hadis In English

Ali R.A reported: ALLAH'S Messenger ﷺ put me in charge of his sacrificial animals, that I should give their flesh. skins and saddle cloths as sadaqa, but not to give anything to the butcher, saying: We would pay him ourselves. 

Sahih Muslim 3180 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare