Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat

Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat - Dhul Hijjah ka mahina bada babarkat or ajr ka mahina hain or Dhul Hijja ki 9 Tarikh ka roza hota hain or iska ajr bhi bahut hota hain

Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat


Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Arabic

عَنْ اَبِیْ قَتَادَۃَ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ ‌ قَالَ: قَالَ رَسُوْلَ اللّٰہِ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  : ((صَوْمُ یَوْمِ عَرَفَۃَیُکَفِّرُ سَنَتَیْنِ مَاضِیَۃً وَمُسْتَقْبَلَۃً، وَصَوْمُ عَاشُوْرَائَ یُکَفِّرُ سَنَۃً مَاضِیَۃً

Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Urdu

سیدنا ابو قتادہ ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ  سے روایت ہے کہ رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  یوم عرفہ یعنی (۹) ذوالحجہ کا روزہ گزشتہ اور آئندہ دو سالوں کے گناہوں کا کفارہ بنتا ہے اور یومِ عاشوراء کا روزہ ایک گزشتہ سال کے گناہوں کا۔

Dhul Hijjah Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ‌ ne farmaya : Yaum E Arfa yani  Dhul-Hijjah ka roza guzishta aur ainda do salo ke gunaaho ka kaffara bantaa hai aur Yaum E Ashura  ka roza ek guzashta saal ke gunaho ka

Musnad Ahmed 3979 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare