Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Eid Ul Adha Par Khana Khane Ki Sunnat

Eid Ul Adha Par Khana Khane Ki Sunnat : Eid Ul Adha Par Khana Kab Khaye or RASULULLAH ﷺ eid ul adha ke mauke par kab khana khate the , or Eid Ul Adha Par Khana Khane ka waqt.

Eid Ul Adha Par Khana Khane Ki Sunnat

Syedna bureda bin haseebؓ se rewayat hai ke RASULULLAH ﷺ Eid ul fitr ki namaz ke liye khane ke baghair nahi nikalte thay aur Eid ul Adha ke din kuch nahi khate thay yahan tak ke wapas aa kar apni qurbani ( ke janwar ) ki kaleji khate thay.


It is narrated on the authority of Bureda bin Haseebؓ that the Prophet ﷺ did not go out for the Eid al-Fitr prayers without food and did not eat anything on the day of Eid al-Adha until he returned and ate the liver of his sacrificial animal.

FAZAIL AL AWQAAT LIL BEHQI 215 , HASAN

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare