Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho : Aaj ke muashre me bahut se ese log hain jinhe ALLAH ne itna maal diya hain ke woh 3 din tak qurbani karte hain or acche se acche janwar ki qurbani ALLAH ke huqm par qurban karte hain lekin kayi ese bhi insan hain jinhe ALLAH maal nahi dekar azmata hain to kya ese logo par qurbani farz hain jo sahibe maal naa ho yaa jo zyada nahi kamata kya uspr bhi qurbani farz hain.
Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho Hadis In Arabic
عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرِو بْنِ الْعَاصِ، أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: أُمِرْتُ بِيَوْمِ الْأَضْحَى عِيدًا جَعَلَهُ اللَّهُ عَزَّ وَجَلَّ لِهَذِهِ الْأُمَّةِ، قَالَ الرَّجُلُ: أَرَأَيْتَ إِنْ لَمْ أَجِدْ إِلَّا أُضْحِيَّةً أُنْثَى، أَفَأُضَحِّي بِهَا قَالَ: لَا، وَلَكِنْ تَأْخُذُ مِنْ شَعْرِكَ وَأَظْفَارِكَ وَتَقُصُّ شَارِبَكَ، وَتَحْلِقُ عَانَتَكَ، فَتِلْكَ تَمَامُ أُضْحِيَّتِكَ عِنْدَ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ . Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho Hadis In Urdu
حضرت عبداللہ بن عمرو بن العاص رضی اللہ عنہما بیان کرتے ہیں ، نبی ﷺ نے فرمایا :’’ مجھے اضحیٰ کے دن کے متعلق حکم دیا گیا ہے کہ اسے بطور عید مناؤں جسے کہ اللہ عزوجل نے اس امت کے لیے خاص کیا ہے ۔“ ایک آدمی نے کہا : فرمایئے کہ اگر مجھے دودھ کے جانور کے سوا کوئی جانور نہ ملے تو کیا میں اس کی قربانی کر دوں ؟ آپ نے فرمایا :’’ نہیں ‘ بلکہ اپنے بال کاٹ لو ‘ ناخن اور مونچھیں تراش لو اور زیر ناف کی صفائی کر لو ۔ اللہ کے ہاں تمہاری یہی کامل قربانی ہو گی ۔“
Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho Hadis In Hindi
हज़रत अब्दुल्लाह-बिन-अम्र-बिन-अल-आस (रज़ि०) बयान करते हैं नबी ﷺ ने फ़रमाया: मुझे अज़हा के दिन के बारे में हुक्म दिया गया है कि उसे बतौर ईद मनाऊँ जिसे कि शानवाले अल्लाह ने इस उम्मत के लिये ख़ास किया है। एक आदमी ने कहा: फ़रमाइये कि अगर मुझे दूध के जानवर के सिवा कोई जानवर न मिले तो क्या मैं उसकी क़ुरबानी कर दूँ? आपने फ़रमाया: नहीं, बल्कि अपने बाल काट लो, नाख़ुन और मूँछें तराश लो और नाभि के नीचे के हिस्से की सफ़ाई कर लो। अल्लाह के यहाँ तुम्हारी यही कामिल क़ुरबानी होगी।
Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho Hadis In Roman English
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: Azha ke din ( daswi Zul-hijja ko ) mujhe eid manane ka hukm diya gaya hai jisay ALLAH azzo-wajal ne is ummat ke liye muqarrar wa mutayyan farmaya hai, ek shakhs kehne laga: farmaiye ke agar mujhe doodh ke janwar ke sewa koi janwar naa mile to kya main usi ki qurbani kar du? aap ﷺ ne farmaya: nahi, tum apne baal qatar lo, naakhun tarash lo, moonchh qatar lo, aur zer naaf ki safai kar lo, ALLAH azzo-wajal ke nazdeek ( sawab mein ) bas yahi tumhari poori qurbani hai.
Jo Shaks Qurbani Ki Taqat Naa Rakhta Ho Hadis In English
The Messenger of ALLAH ﷺ said: I have been commanded to celebrate festival ('Id) on the day of sacrifice, which Allah, Most High, has appointed for this community. A man said: If I do not find except a she-goat or a she-camel borrowed for milk or other benefits, should I sacrifice it? He ﷺ said: No, but you should clip your hair, and nails, trim your moustaches, and shave your pubes. This is all your sacrifice in the eyes of ALLAH, Most High.
Sunan Abi Dawood 2789, Sahih
Comments
Post a Comment