Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye

Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye: Aksar log puchte hain hum qurbani karna chahte hain to kis tarah ka janwar laye or humare muashre me bahut baat aam hain ke ese janwar ki qurbani nahi to Agar koi shaks qurbani karna chahta hain or woh janwar lana chahta hain to woh is tarah ke janwar na laye . jinke Andar yeh khamiya hain.

Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye


Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye Hadis In Arabic

قَالَ:‏‏‏‏    لَا يُضَحَّى بِالْعَرْجَاءِ بَيِّنٌ ظَلَعُهَا،‏‏‏‏ وَلَا بِالْعَوْرَاءِ بَيِّنٌ عَوَرُهَا،‏‏‏‏ وَلَا بِالْمَرِيضَةِ بَيِّنٌ مَرَضُهَا،‏‏‏‏ وَلَا بِالْعَجْفَاءِ الَّتِي لَا تُنْقِي   ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا هَنَّادٌ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا ابْنُ أَبِي زَائِدَةَ،‏‏‏‏ أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ،‏‏‏‏ عَنْ سُلَيْمَانَ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ،‏‏‏‏ عَنْ عُبَيْدِ بْنِ فَيْرُوزَ،‏‏‏‏ عَنْ الْبَرَاءِ بْنِ عَازِبٍ،‏‏‏‏ عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ نَحْوَهُ بِمَعْنَاهُ
Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye Hadis In Urdu

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”ایسے لنگڑے جانور کی قربانی نہ کی جائے جس کا لنگڑا پن واضح ہو، نہ ایسے اندھے جانور کی جس کا اندھا پن واضح ہو، نہ ایسے بیمار جانور کی جس کی بیماری واضح ہو، اور نہ ایسے لاغر و کمزور جانور کی قربانی کی جائے جس کی ہڈی میں گودا نہ ہو“ ۱؎۔ اس سند سے بھی براء بن عازب رضی الله عنہما سے اسی جیسی حدیث مروی ہے۔
Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye Hadis In Hindi

नबी अकरम (सल्ल०) ने फ़रमाया : ऐसे लंगड़े जानवर की क़ुरबानी न की जाए जिस का लंगड़ापन वाज़ेह हो, न ऐसे अन्धे जानवर की जिस का अन्धापन वाज़ेह हो, न ऐसे बीमार जानवर की जिसकी बीमारी वाज़ेह हो  और  न ऐसे कमज़ोर जानवर की क़ुरबानी की जाए जिसकी हड्डी  में गूदा  न हो

Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye Hadis In Roman English

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”aise langre janwar ki qurbani nah ki jaye jis ka langra pan wazeh ho, nah aise andhay janwar ki jis ka andha-pan wazeh ho, nah aise bemaar janwar ki jis ki bemari wazeh ho, aur nah aise lagar wa kamzor janwar ki qurbani ki jaye jis ki haddi mein guda nah ho“.


Qurbani Ke Liye Kesa Janwar Hona Chahiye Hadis In English

Prophet Mohammed ﷺ said: A crippled animal whose limp is obvious is not to be slaughtered as sacrifice, nor an animal with a bad eye whose blindness is obvious, nor a sick animal whose sickness is obvious, nor an emaciated animal that has no marrow (in its bones).

Wazahat: Ye hadees iss baat ki daleel hai ke upar diye hadees mein 4 qism ke janwar qurbani ke layek nahi, aeb ke wazeh aur zaahir hone ke qaed se maloom hua ke mamuli fitrat ka koi nuqs wa aeb qaabil giraft nahi balke maaf hai.

Tirmidhi 1497 Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare