Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua Jisne Khana Khane Ke Bad Padhi Uske Gunaah Baksh Diye Jate Hain :- Assalamualaykum Dosto aaj ke waqt me hum gunaho se ghire hue hain hum kahi bhi kuch kaam karte hain usme kahi na kahi chota sa bhi gunaah humse ho jata hain kisi gunaah ka to hume pata rehta hain or bahut se gunaaho ka hume pata bhi nahi hota ke hume gunah kar diye hain or google pr search karte hain Gunaah mauf karane ki dua to dosto aaj hum apko esi dua batayenge jise padh kar aap apke chote gunaah mauf karwa sakte hain jo bina tauba ke bhi ALLAH mauf kar deta hain hume us se acchi ummed rakhni chahiye.

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua


Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua In Arabic


عَنْ سَهْلِ بْنِ مُعَاذِ بْنِ أَنَسٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِيهِ:‏‏‏‏ أَنّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ:‏‏‏‏ مَنْ أَكَلَ طَعَامًا ثُمَّ قَالَ الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا الطَّعَامَ، ‏‏‏‏‏‏وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلَا قُوَّةٍ غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ وَمَا تَأَخَّرَ،

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua In Urdu


جناب سہل اپنے والد معاذ بن انس رضی اللہ عنہ سے بیان کرتے ہیں کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جو شخص کھانا کھانے کے بعد یوں دعا کرے : الحمد لله الذي أطعمني هذا الطعام ورزقنيه من غير حول مني ولا قوة ’’ حمد اس اللہ کی جس نے مجھے یہ کھانا کھلایا اور بغیر میری کسی کوشش و قوت کے مجھے یہ رزق عنایت فرمایا ۔‘‘ تو اس کے اگلے اور پچھلے سب گناہ بخش دیے جاتے ہیں

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua In Hindi


जनाब सहल अपने वालिद मुआज़-बिन-अनस (रज़ि०) से बयान करते हैं कि रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया : जो शख़्स खाना खाने के बाद इस तरह दुआ करे : (الحمد لله الذي أطعمني هذا الطعام ورزقنيه من غير حول مني ولا قوة) हम्द उस अल्लाह की जिसने मुझे ये खाना खिलाया और बग़ैर मेरी किसी कोशिश और क़ुव्वत के मुझे ये रिज़्क़ इनायत फ़रमाया। तो उसके अगले और पिछले सब गुनाह बख़्श दिये जाते हैं।

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat Dua In Roman English

Janaab sahal apne walid Muaz-bin-Anas Radiallahu anhu se bayan karte hain ki RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jo shaks khana khane ke baad is tarah dua kare ALHAMDU_LILLAHIL_LAZI ATA'AMANI HAZAT_TA'AMA WA_RAZAQNIY_HI MIN GAYRI HAWLIN MINNI WALA QUV_VATA (Humd us ALLAH ki Jisne mujhe ye khana khilaya aur bager meri kisi koshish aur kuvvat ke mujhe yeh rizq inayat farmaya)

Khana Khane Ke Baad Ki Sunnat DuaIn English

Narrated Muadh ibn Anas: The Prophet ﷺ said: If anyone eats food and then says: Praise be to ALLAH Who has fed me with this food and provided me with it through no might and power on my part, he will be forgiven his former and later sins.

Abu Dawood 4023, Sahih

 الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا الطَّعَامَ، ‏‏‏‏‏‏وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلَا قُوَّةٍ






Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare