Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena -  RASULULLAH ﷺ Ne qurbani ke janwar ki khaal ko kherat me dene ka huqm diya.

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena




Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena Hadis In Arabic

عَنْ عَلِيٍّ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ ، قَالَ : أَمَرَنِي رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَنْ أَتَصَدَّقَ بِجِلَالِ الْبُدْنِ الَّتِي نُحِرَتْ وَبِجُلُودِهَا .

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena Hadis In Urdu

نبی کریم ﷺ نے مجھے حکم دیا تھا کہ ان قربانی کے جانوروں کے جھول اور ان کے چمڑے کو میں خیرات کر دوں جنہیں قربان کیا گیا تھا ۔

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena Hadis In Hindi

नबी करीम (सल्ल०) ने मुझे हुक्म दिया था कि उन क़ुरबानी के जानवरों के झूल और उन के चमड़े को मैं ख़ैरात कर दूँ जिन्हें क़ुरबान किया गया था।

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena Hadis In Roman English

Nabi kareem ﷺ ne mujhr hukm diya tha ke in qurbani ke jaanwaro ke jhol aur unke chamdhe ko me khairat kardu jinhe qurban kiya gaya tha.

Qurbani Ke Janwar Ki Khal Kherat Mein Dena Hadis In English

Narrated `Ali: Allah's Apostle ordered me to distribute the saddles and skins of the animal which I had slaughtered.

Sahih Bukhari 2299

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab