Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat - Zul Hijja ek bahut azmat wala mahina hain or iski kayi fazilat hain aaj hum apko hadis ki roshni me zul hijja ke 10 dino ki fazilat batayenge.

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat Hadis In Arabic

نبی کریم ﷺ نے فرمایا ان دنوں کے عمل سے زیادہ کسی دن کے عمل میں فضیلت نہیں ۔ لوگوں نے پوچھا اور جہاد میں بھی نہیں ۔ آپ نے فرمایا کہ ہاں جہاد میں بھی نہیں سوا اس شخص کے جو اپنی جان و مال خطرہ میں ڈال کر نکلا اور واپس آیا تو ساتھ کچھ بھی نہ لایا ( سب کچھ اللہ کی راہ میں قربان کر دیا )

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat Hadis In Urdu

نبی کریم ﷺ نے فرمایا ان دنوں کے عمل سے زیادہ کسی دن کے عمل میں فضیلت نہیں ۔ لوگوں نے پوچھا اور جہاد میں بھی نہیں ۔ آپ نے فرمایا کہ ہاں جہاد میں بھی نہیں سوا اس شخص کے جو اپنی جان و مال خطرہ میں ڈال کر نکلا اور واپس آیا تو ساتھ کچھ بھی نہ لایا ( سب کچھ اللہ کی راہ میں قربان کر دیا )
 

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat Hadis In Hindi

नबी करीम (सल्ल०) ने फ़रमाया, उन दिनों के अमल से ज़्यादा किसी दिन के अमल मैं फ़ज़ीलत नहीं। लोगों ने पूछा और जिहाद में भी नहीं। आप (सल्ल०) ने फ़रमाया कि हाँ जिहाद में भी नहीं। सिवा उस शख़्स के जो अपनी जान और माल ख़तरे मैं डाल कर निकला और वापस आया तो साथ कुछ भी न लाया (सब कुछ अल्लाह की राह में क़ुरबान कर दिया)।

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat Hadis In Roman English

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: (Dhul Hijja ke pehle 10 dino ke ) amal se zeyada kisi din ke amal mein fazeelat nahi, logon ne poocha aur jihaad mein bhi nahi, aap ﷺ ne farmaya ke haan jihaad mein bhi nahi siwaye uss shakhs ke jo apni jaan aur maal khatre mein daal kar nikla aur wapas aya to saath kuch bhi nah laya ( sab kuch ALLAH ki raah mein qurbaan kar diya ).

Dhul Hijja Ke Pehle 10 Dino Ki Fazilat Hadis In English

Prophet Mohammed ﷺ said: No good deeds done on other days are superior to those done on these (first ten days of Dhul Hijja). Then some companions of the Prophet ﷺ said, Not even Jihad? He ﷺ replied, Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his property in danger (for ALLAH'S sake) and does not return with any of those things.

Sahih Bukhari 969

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare