Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika -  Aaj ke waqt me log qurbani to karte hain lekin unhe sunnat tarika nahi pata ke RASULULLAH  Qurbani Kaise Karte The, Ya RASULULLAH   ka qurbani karne ka tarika kya hain.

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika


Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika Hadis In Arabic

قَالَ:‏‏‏‏    ضَحَّى رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ بِكَبْشَيْنِ أَمْلَحَيْنِ أَقْرَنَيْنِ،‏‏‏‏ ذَبَحَهُمَا بِيَدِهِ،‏‏‏‏ وَسَمَّى،‏‏‏‏ وَكَبَّرَ،‏‏‏‏ وَوَضَعَ رِجْلَهُ عَلَى صِفَاحِهِمَا

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika Hadis In Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے سینگ والے دو چتکبرے مینڈھوں کی قربانی کی، آپ نے ان دونوں کو اپنے ہاتھ سے ذبح کیا، بسم اللہ پڑھی اور اللہ اکبر کہا اور  ( ذبح کرتے وقت )  اپنا پاؤں ان کے پہلوؤں پر رکھا ۱

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika Hadis In Hindi

रसूलुल्लाह (सल्ल०) ने सींग वाले दो चितकबरे मेंढों की क़ुरबानी की। आप ने उन दोनों को अपने हाथ से ज़बह  किया  बिस्मिल्लाह पढ़ी और  अल्लाहु-अकबर कहा और  ( ज़बह करते वक़्त ) अपना पाँव उन के पहलुओं पर रखा। 

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne sing wale do chitkabre mendo ki qurbani ki, aap ne un dono ko apne haath se zibah kiya, BISMILLAH padhi aur ALLAH Akbar kaha aur ( zibah karte waqt ) apna Paao un ke pehlu par rakha.

Qurbani Karne Ka Sunnat Tarika Hadis In English

The Messenger of ALLAH (ﷺ) slaughtered two horned male sheep which were mostly white. He slaughtered them with his hand and mentioned Allah's Name, and he said 'Allahu Akbar', and put his foot on their side. 

Tirmazi 1494, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab