Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dahine Hath Se Khana Khaye

Jab Koi Khana khata hain to Dahine hath se Nahi Khata Or Khas Kar humare bachche jo choti umar ke hote hain woh khana khate hain to jo unka accha lagta hain woh usi hath se khate hain to yeh humare maa baap ki zimmedari banti hain ke apne bachcho ko choti umar se hi batye ke beta Dahine Hath Se Khana Khaye Kyuki yeh humare nabi ki sunnat aur  unka tarika hain.
Dahine Hath Se Khana Khaye



Dahine Hath Se Khana Khaye Hadis In Arabic

عُبَيْدِ اللَّهِ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عُمَرَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ جَدِّهِ ابْنِ عُمَرَ، ‏‏‏‏‏‏أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ إِذَا أَكَلَ أَحَدُكُمْ فَلْيَأْكُلْ بِيَمِينِهِ، ‏‏‏‏‏‏وَإِذَا شَرِبَ فَلْيَشْرَبْ بِيَمِينِهِ، ‏‏‏‏‏‏فَإِنَّ الشَّيْطَانَ يَأْكُلُ بِشِمَالِهِ وَيَشْرَبُ بِشِمَالِهِ .

Dahine Hath Se Khana Khaye Hadis In Urdu

حضرت عبداللہ بن عمر رضی اللہ عنہما سے روایت ہے ‘ نبی ﷺ نے فرمایا :’’ جب تم میں سے کوئی کھائے تو اپنے دائیں ہاتھ سے کھائے اور جب پیے تو اپنے دائیں ہاتھ سے پیے ‘ بلاشبہ شیطان اپنے بائیں ہاتھ سے کھاتا اور اپنے بائیں سے پیتا ہے ۔‘‘

Dahine Hath Se Khana Khaye Hadis In Hindi

हज़रत अब्दुल्लाह-बिन-उमर (रज़ि०) से रिवायत है, नबी ﷺ ने फ़रमाया :  जब तुममें से कोई खाए तो अपने दाएँ हाथ से खाए और जब पिये तो अपने दाएँ हाथ से पिये, बेशक शैतान अपने बाएँ हाथ से खाता और अपने बाएँ से पीता है।

Dahine Hath Se Khana Khaye Hadis In Roman English

Nabi Akram ﷺ ne farmaya : jab tum mein se koi shakhs khana khaye to usay chahiye ke dahinay haath se khaye, aur jab pani piye to dahinay haath se piye is liye ke shetan apne baen haath se khata aur peeta hai .

Dahine Hath Se Khana Khaye Hadis In English

The Prophet ﷺ as sayings: When any of you eats, he should eat with his right hand, and when he drinks, he should drink with his right hand, for the devil eats with his left hand and drinks with his left hand.

Abu Dawood 3776, Sahih


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare