Arfa Ke Roze Ki Fazilat - Ramzan ka mahina bahut azmat wala hain or uske baad agar koi sabse afzal mahina hain to Dhul Hijjah ka mahina hain or isme ibadat karne ki bahut fazilat hain. To kya yeh baat sahih hain ke dhul hijja ke mahine me roza rakhte hain hadis is masle me kya kehti hai aiye dekhte hain.
Arfa Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Arabic
عَنْ أَبِي قَتَادَةَ قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ صِيَامُ يَوْمِ عَرَفَةَ إِنِّي أَحْتَسِبُ عَلَى اللَّهِ أَنْ يُكَفِّرَ السَّنَةَ الَّتِي قَبْلَهُ وَالَّتِي بَعْدَهُ
Arfa Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Urdu
حضرت ابوقتادہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ، رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ عرفے کے دن کے روزے کی وجہ سے میں اللہ سے امید رکھتا ہوں کہ وہ اس سے پہلے سال بھر کے اور اس کے بعد کے سال بھر کے گناہ معاف فرما دے گا ۔‘
Arfa Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Hindi
हज़रत अबू-क़तादा (रज़ि०) से रिवायत है, रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: अरफ़ा के दिन के रोज़े की वजह से में अल्लाह से उम्मीद रखता हूँ कि वो उससे पहले साल-भर के और उसके बाद के साल-भर के गुनाह माफ़ फ़रमा देगा।
Arfa Ke Roze Ki Fazilat Hadis In Roman English
RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Mein samjhta hu ke Arfa ke din roza rakhne ka sawab ALLAH TA'ALA yeh dega ke agle pichle ek saal ke gunah bakhash dega
Arfa Ke Roze Ki Fazilat Hadis In English
The Messenger of ALLAH (ﷺ) said: “Fasting on the Day of ‘Arafah, I hope from ALLAH, expiates for the sins of the year before and the year after.”
Ibne Maza 1730 , Sahih
Yeh Bhi Padhe:
Comments
Post a Comment