Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain:- Agar koi shaks qurbani ka gosht rakhna chahte hain to woh kitne din rakh sakta hain , kya qurbani ka gosht sirf 3 din rakhne ka hain ya us se zyada din bhi qurbani ka gosht rakh sakte hain.
Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain


Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain In Arabic

حَدَّثَنَا حَدَّثَنَا قُتَيْبَةُ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا أَبُو الْأَحْوَصِ، عَنْ أَبِي إِسْحَاق، عَنْ عَابِسِ بْنِ رَبِيعَةَ،‏‏‏‏ قَالَ:‏‏‏‏    قُلْتُ لِأُمِّ الْمُؤْمِنِينَ:‏‏‏‏ أَكَانَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَنْهَى عَنْ لُحُومِ الْأَضَاحِيِّ ؟ قَالَتْ:‏‏‏‏ لَا،‏‏‏‏ وَلَكِنْ قَلَّ مَنْ كَانَ يُضَحِّي مِنَ النَّاسِ فَأَحَبَّ أَنْ يَطْعَمَ مَنْ لَمْ يَكُنْ يُضَحِّي،‏‏‏‏ وَلَقَدْ كُنَّا نَرْفَعُ الْكُرَاعَ فَنَأْكُلُهُ بَعْدَ عَشَرَةِ أَيَّامٍ  .

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain In Urdu

 میں نے ام المؤمنین سے کہا: کیا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم قربانی کا گوشت رکھنے سے منع فرماتے تھے؟ وہ بولیں: نہیں، لیکن اس وقت بہت کم لوگ قربانی کرتے تھے، اس لیے آپ چاہتے تھے کہ جو لوگ قربانی نہیں کر سکے ہیں انہیں کھلایا جائے، ہم لوگ قربانی کے جانور کے پائے رکھ دیتے پھر ان کو دس دن بعد کھاتے تھے ۱.

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain In Hindi

हज़रत आबिस-बिन-रबीआ कहते हैं कि मैंने उम्मुल- मोमिनीन (हज़रत आयशा) से कहा : क्या रसूलुल्लाह (सल्ल०) क़ुरबानी का गोश्त रखने से मना फ़रमाते थे? वो बोलीं : नहीं, लेकिन  उस वक़्त बहुत कम लोग क़ुरबानी करते थे।  इस लिये आप चाहते थे कि जो लोग क़ुरबानी नहीं कर सके हैं उन्हें खिलाया जाए  हम लोग क़ुरबानी के जानवर के पाए रख देते, फिर उन को दस दिन बाद खाते थे। 

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain In Roman English

Mein ne umm al-mominin se kaha : Kya RASULULLAH ﷺ qurbani ka gosht rakhne se mana farmatay the? woh boli : Nahi, lekin us waqt bohat kam log qurbani karte the, is liye aap chahtay thay ke jo log qurbani nahi kar sakte hain unhe khilaya jaye, hum log qurbani ke janwar ke paye rakh dete phir un ko das din baad khate the.

Qurbani Ka Gosht Kitne Din Rakh Sakte Hain In English

I said to the Mother of the Believers: 'Did the Messenger of Allah (ﷺ) prohibit from the meat of the sacrifice?' She said: 'No, but only a few people could slaughter, so he liked that they feed those who did not slaughter. (Later) we would store a leg to eat after ten days.

Tirmazi 1511, Sahih

Yeh Bhi Padhe

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab