Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jo Shaks Kisi Aurat Ko Dekhe Or Uske Dil Me Bas Jaye To Woh.....

Jo Shaks Kisi Aurat Ko Dekhe Or Uske Dil Me Bas Jaye To Woh.....


Hazrat Jabir R.A se rivayet ki ke ek aurat par RASULULLAH ﷺ ki nazar padh gayi to aap apni ahliya Hazrat Zainab R.A ke paas aaye. woh –apne liye ek chamdhe ko rang rahi thi, aap ne ( ghar mein ) apni zaroorat poori farmai, phir –apne sahaba ki taraf tashreef le gaye, aur farmaya : bilashuba ( fitne mein daalnae ke hawale se ) aurat shetan ki soorat mein samne aati hai aur shetan hi ki soorat mein mudh kar wapas jati hai. tum mein se koi jab kisi aurat ko dekhe to woh apni biwi ke paas aa jaye, bilashuba yeh cheez is khwahish ko hata degi jo is ke dil mein ( peda hui ) hai.


Jabir reported that ALLAH'S Messenger ( ‌ﷺ ‌‌) saw a woman, and so he came to his wife, Zainab, as she was tanning a leather and had sexual intercourse with her. He then went to his Companions and told them: The woman advances and retires in the shape of a devil, so when one of you sees a woman, he should come to his wife, for that will repel what he feels in his heart. 

Sahih Muslim 3407 , Sahih


Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab