Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Agar Kisi Ko Janabat Ki Halat Me sona Ho To

 Agar Kisi Ko Janabat Ki Halat Me sona Ho To


Mene Hazrat Aisha Razi Allah Anha se pucha ke ALLAH ke RASUL ﷺ janabat ki haalat mein kese sotay thay? kya sonay se pehlay gusal farmatay thay ya gusal se pehlay so jate thay? unhone farmaya : aap dono tarha kar letay thay. kabhi gusal farma kar sotay aur kabhi sirf wudu kar ke so jatay .


I asked 'Aisha R.A: 'How did the Messenger of ALLAH (ﷺ) sleep while he was Junub? Did he perform Ghusl before sleeping or sleep before performing Ghusl?' She said: 'He did both. Sometimes he would perform Ghusl then sleep, and sometimes he would perform Wudu' then sleep.'

Sunan Nasai 404 , Sahih

 #janabat #sex #intercourse #husband #wife

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare